Dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai..
Page 1 of 1
Dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai..
Dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
hamko unse wafa ki hai ummeed
jo naheeN jaante wafa kya hai
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
ham haiN mushtaaq aur woh bezaar
ya ilaahee ! yeh maajra kya hai
jab ki tujh bin naheeN koee maujood
phir ye hangaama, 'ei KHuda ! kya hai
jaan tum par nisaar karta hooN
maiN naheeN jaanata duaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
hamko unse wafa ki hai ummeed
jo naheeN jaante wafa kya hai
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
ham haiN mushtaaq aur woh bezaar
ya ilaahee ! yeh maajra kya hai
jab ki tujh bin naheeN koee maujood
phir ye hangaama, 'ei KHuda ! kya hai
jaan tum par nisaar karta hooN
maiN naheeN jaanata duaa kya hai
Heart Hacker- Admin
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|